Sunna Sikh Lo Bolna To Sabko Aata Hai


Bharosa Khud Par Karo To Takat Ban Jaati Hai Dusron Per Karo To Kamzori Ban Jaati Hai



Kamyabi Hoslo Se Milati Hai Hosle Doston Se Milte Hai
Aur Dost Mukaddar Se Milte Hain Aur Mukaddar Insan Khud Ban Jaate Hain



Tum Tab Harte Ho Jab Tum Koshish Karna Chhod Dete Ho



Agar Tum Majbut Banna Chahte Ho
To Akele Ladna Sikho



Ham Jis Chehre Ke Sath Paida Hote Hain Wo Hamara Intekhab Nahi Hota Magar Jis Chehre Ke Sath Ham Marte Hain Ise Tarasne Ke Jimmedar Ham Khud Hote Hain
Wo Hamare Lafzo Khyalon Aur Amal Ka Aksh Hota Hai



GussaHamesha Bewakofi Se Shuru Aur Sharmindagi Per Khatm Hota Hai



Insan Ko Apne Andar Jahkna a Jaaye To Wo Dusron Ke
Ahsasath Ko Samajhne Ke Kabil Ho Jata Hai



Takabur Aur Gussa Akal Aur Jhooth Rizk Ko Kah Jata Hai



Kisi Ke Chehre Per Mat Jao Kuyke Insan Ek Band Kitab Ke Manind Hai Jiske Sar Work Per Kuchh Aur Jab Ke Andruni Safahat Per Kuchh Aur Taharir Hota Hai